Top 10 hazrat ali quotes in urdu

hazrat ali quotes in urdu

Jo zulum k zariye izzat chata hai
ALLAH usy insaaf ke zariye zaleel krta hai. Hazrat Ali Quotes in Urdu

جو ظلم کے ذریعے عزت چاہتا ہے
اللہ اسے انصاف کے ذریعے ذلیل کرتا ہے
hazrat ali quotes in urdu
Hazrat-Ali-Quotes-in-Urdu-and-roman-language

Jab Kisi Shaqs ki Aqal Kaamil Hojati hai
Tw iski guftugu main kami ajati hai

جب کسی شخص کی عقل کامل ہو جاتی ہے
تو اس کی گفتگو میں کمی آجاتی ہے
Islamic Quotes

Zyada mazaaq krne se
admi ki izzat chali jaate hai aur
logon se dushmani paida hojate hai

زیادہ مذاق کرنے سے
آدمی کی عزت چلی جاتی ہے اور
لوگوں سے دشمنی پیدا ہو جاتی ہے

Sabr ki suratein hain
jo napasand ho usy bardasht krna
aur jo pasand ho us ka intezaar krna

صبر کی دو صورتیں ہیں
جو نا پسند ہو اسے برداشت کرنا
اور جو پسند ہو اس کا انتظار کرنا

Jab Kisi Shaqs ki Aqal Kaamil Hojati hai
Tw iski guftugu main kami ajati hai

جب کسی شخص کی عقل کامل ہو جاتی ہے
تو اس کی گفتگو میں کمی آجاتی ہے

Insaniyat bhut bara khazana hai
usy libaas mei nahi
insaan mei talaash kro

انسانیت بہت بڑا خزانہ ہے
اسے لباس میں نہیں
انسان میں تلاش کرو

jo zulm k zariye izzat chahta hai
ALLAH usy insaaf k zariye zaleel krta hai. Hazrat Ali Quotes in Urdu

جو ظلم کے ذریعے عزت چاہتا ہے
اللہ اسے انصاف کے ذریعے ذلیل کرتا ہے

Logon se yaad krne ka shikwa mat kro
kiun k jo insaan apne rab ko bhool sakta hai
wo sab ko bhool sakta hai

لوگوں سے یاد کرنے کا شکوہ مت کرو
کیونکہ جو انسان اپنے رب کو بھول سکتا ہے
وہ سب کو بھول سکتا ہے

Jab aanken nafs ki pasandeeda cheezen dekhne lagen
tou dil anjaam se andha ho jaata hai

جب آنکھیں نفس کی پسندیدہ چیزیں دیکھنے لگیں
تو دل انجام سے اندھا ہو جاتا ہے

Masaaib ka muqaabla sabr se aur
naimaton ki hifazat shukar se kro

مصائب کا مقابلہ صبر سے اور
نعمتوں کی حفاظت شکر سے کرو

Zyada mazaaq krne se
admi ki izzat chali jaate hai aur
logon se dushmani paida hojate hai

زیادہ مذاق کرنے سے
آدمی کی عزت چلی جاتی ہے اور
لوگوں سے دشمنی پیدا ہو جاتی ہے

Jo admi dusre logon k Aaib
ki talaash mei rehta hai ALLAH TA’LA
us k aeb zaahir krdeta hai

جو آدمی دوسرے لوگوں کے عیب
کی تلاش میں رہتا ہے اللہ تعالی
اس کے عیب ظاہر کر دیتا ہے

hazrat ali quotes in urdu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *